Ishhq

Woh nahi jo mujhe mera kar day

ishhq

woh hai jo tujhe

kisi aur ka nah honay day




عشق


وہ نہیں جو مجھے میرا کر دے




عشق


وہ ہے جو تجھے


کسی اور کا نہ ہونے دے



bohat gehray khayalon mein


mohabbat ke hawalon mein


tumhara naam ajata


mujhe acha sa lagta hai




بہت گہرے خیالوں میں


محبت کے حوالوں میں


تمہارا نام آجاتا


مجھے اچھا سا لگتا ہے




munafqat jab kisi ko girana chahta hai


to usay dhaka nahi sahara deta hai




منافقت جب کسی کو گرانا چاہتا ہے


تو اسے دھکا نہیں سہارا دیتا ہے






hum to aik sanwali si soorat hain


aap mar jayen kisi mah jabeen par






ہم تو ایک سانولی سی صورت ہیں


آپ مر جائیں کسی ماہ جبیں پر








mustaqbil se mere khail jane walay


suna hai haal un ka bhi kharab hai a a




مستقبل سے میرے کھیل جانے والے


سنا ہے حال ان کا بھی خراب ہے ا ا










mere mohtaram un aankhon mein aap


baste hain un honton par muskaan aap ki hai .




میرے محترم ان آنکھوں میں آپ


بستے ہیں ان ہونٹوں پر مسکان آپ کی ہے








meri dharkanon ko bara acha lagta hai


jab tum kehte ho tum jaan ho meri




میری دھڑکنوں کو بڑا اچھا لگتا ہے


جب تم کہتے ہو تم جان ہو میری








janti ho azeeat kya hai ?


kehnay ko bohat kuch hona


lekin khamosh rehna




جانتی ہو ازیت کیا ہے ؟


کہنے کو بہت کچھ ہونا


لیکن خاموش رہنا








Sachi aadmi ki aik khaas nishani


bhi hoti hai ke is ka lehja


zara sakht aur talkh hota hai .




سچی آدمی کی ایک خاص نشانی


بھی ہوتی ہے کہ اس کا لہجہ


ذرا سخت اور تلخ ہوتا ہے۔








mohabbat mein shiddat maienay nahi rakhti


mohabbat mein izzat maienay rakhti hai




محبت میں شدت معنی نہیں رکھتی


محبت میں عزت معنی رکھتی ہے






pata hai takleef kya hai? ?


kisi ko chahta


phir usay kho dena


aur khamosh ho jana




پتہ ہے تکلیف کیا ہے ؟؟


کسی کو چاہتا


پھر اسے کھو دینا


اور خاموش ہو جانا








waqt ke sath sath


bohat kuch badal jata hai


log bhi rishte bhi ehsas


aur kabhi kabhi hum khud bhi






وقت کے ساتھ ساتھ


بہت کچھ بدل جاتا ہے


لوگ بھی رشتے بھی احساس


اور کبھی کبھی ہم خود بھی








zulekha phir tairay qadmon mein ho gi !


tum Yousuf jaisa kirdaar to lav. ..! !






زلیخا پھر تیرے قدموں میں ہو گی !


تم یوسف جیسا کردار تو لاو...!!








mohabbat" to woh hai. .. ..! !


jis mein kisi ke liye ki


umeed bhi nah ho. .. . .


phir bhi" intzaar" ho. .. .




محبت " تو وہ ہے.....!!


جس میں کسی کے لئے کی


امید بھی نہ ہو .....


پھر بھی "انتظار" ہو....








hosla bohat hai mujh mein


par yeh lazim to nahi taa


ke har baar


aakhri had tak aazmaaya jaoon






حوصلہ بہت ہے مجھ میں


پر یہ لازم تو نہیں تا


کہ ہر بار


آخری حد تک آزمایا جاؤں








kabhi tumahray samnay


ro paron to samajh lena


yeh meri be basi ki aakhri had thi




کبھی تمہارے سامنے


رو پڑوں تو سمجھ لینا


یہ میری بے بسی کی آخری حد تھی






jis qader jis ki qader ki


is qader be qader hue hum




جس قدر جس کی قدر کی


اس قدر بے قدر ہوئے ہم


Post a Comment

Previous Post Next Post